Jaoon Kahan Lyrics
Kab se usko dondhta hoon
Bhegi palko se yahan
Ab na jane woh kahan hai
Tha jo mera aashiyan
Aaaaaaaaa….
Kab se usko dondhta hoon
Bhegi palko se yahan
Ab na jane woh kahan hai
Tha jo mera aashiyan
Rabba mere mujhko batha, haaiiieee
De mujhe kyon yeh sazaa
Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan
Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan
ohhhh…. maaaaahiiiiyaaaannnn
Ek chota sa jahan tha
Chand khushiyon se bhara
Usko mujhse cheen kar hai
Mil gaya tujhko bhi kya
Ohhooo…
Ek chota sa jahan tha
Chand khushiyon se bhara
Usko mujhse cheen kar hai
Mil gaya tujhko bhi kya
Aab hai fakat sirf jaan
Kar dun mein woh bhi aata
(Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan) - 2
Waqt ke kitne nishaan hai
Zarre zarre mein yahan
Doston ke saath ke pal
Kuch haseen kuch gumjayda
Waqt ke kitne nishaan hai
Zarre zarre mein yahan
Doston ke saath ke pal
Kuch haseen kuch gumjayda
Sab hua aab toh fanna
Bas raha baki dhuaan
(Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan) - 2
Kab se usko dondhta hoon
Bhegi palko se yahan
Ab na jane woh kahan hai
Tha jo mera aashiyan
Rabba mere mujhko batha, haaiiieee
De mujhe kyon yeh sazaa
Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan
Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan
In this blog you can find Romantic Poetry,Ghazals,Poet's Biography,Poetry of most Beautiful Poets like Ahmad Fraz,Perveen Shakir,Mir Taqi Mir,Mir Anees,Mohsin Naqvi etc,and tribute to Poet's and many many more.