Showing posts with label Aasaar. Show all posts
Showing posts with label Aasaar. Show all posts

Some Urdu Ashaar...(Must Read)





Woh Ankh Bhi Jhupkay Laraz Jata Hoon


Woh Ankh Bhi Jhupkay Laraz Jata Hoon
Mujhay Us Say Zeyada Zarorut Hai Uski

Ji To Karta Hay Usay Muft Main Jan Day Dain


Ji To Karta Hay Usay Muft Main Jan Day Dain MOHSIN
Itnay Masoom Khareedar Say Kya Laina Daina

Dil to kya cheez hai


Dil to kya cheez hai Hum Rooh mein Otray hotay
Tum ne Chaha hi Nahi Chaahnay walon ki tarha